Uske Aagosh Mein Guzri Har Raat

June 23rd, 2011 admin 3 Comments »

Uske Aagosh Mein Guzri Har Raat
Kitni Khamoshi Se Guzri Har Raat

Seene Se Lagaya Tha Usne Jabb
Hum Kitna Ghabraye Thhey Tabb
Uski Aankhon Mein Doobkar
Hum Moti Nikaal Laaye Thhey Sab

Apne Pehloo Mein Bitha Usne Chaand Dikhaya Tha
Sab Kuch Bhoolakar Kuch Humein Yaad Karaya Tha
Mujhe Yaad Hai Har Raat
Usne Ek Nagma Jaroor Sunaya Tha

Kitne Ajab Wo Saal Guzre Hain
Sanam Ki Raah Dekhte Huey
Ghum Ki Chhaanv Mein Guzre Hain

Kuch Waqt Hua
Uski Kaid Se Chhoot Aayi Thi Main
Uska Sab Usse Lautakar
Thodi Hansi Le Aayi Thi Main

Aaj Achanak Phir Se Usne Pukara
Kaamp Gaya Poora Ye Badan Hamara
Asmanjas Mein Khade Hain
Kya


1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...
357 views | Print This Post | Email This Post

3 Responses to “Uske Aagosh Mein Guzri Har Raat”

  1. Shatir saher shatir Says:

    BOHOT KHUSHNUMA KAL KI RAAT GUZRI HAI
    KUCH TANHA PAR KHAAS GUZRI HAI
    NA NEEND AAYI NA KHUWAB KOI
    BAS AAPKI YAADON K SAATH GUZRI HAI

    SHATIR

  2. MEENA SHAHID Says:

    Jis Yaad Mein Teri Yaad Nahi

    Kya Yaad Nahi Kuch Yaad Nahi

    Teri Yaad Mein Sab Kuch Bhool Gaye

    Kya Bhool Gaye Kuch Yaad Nahi

    Love4eveR “MS”

  3. dileep Says:

    कुछ बने हालात ऐसे कुछ रही मजबूरियां |
    हर बार उठने की कोशिश मे हर बार गिरता ही गया ||
    ************
    बंद पलकों मे मैंने कई ख़वाब देखे थे मगर |
    आज खुली आँखों से मेरे कोई खवाब सारे ले गया ||
    ************
    अश्क आखों से निकलते हुए भी थमते नहीं |
    एक तुम्हारा गम मुझे हजार समुंदर दे गया ||
    ************
    चंद लकीरें हाथ की बदलने की कुव्वत रखता था |
    आज उन्ही लकीरों को मै देखता ही रह गया ||
    ************
    शायद कहीं वजूद की बुनियाद ही कमजोर थी |
    वरना एक बरसात मे मकान कैसे ढह गया ||
    **********

Leave a Reply

 

Similar Sher O Shayri

.
Terms & Conditions | Privacy Policy ShayariAdda.com: Copyright 2012 All rights reserved Entries RSS Comments RSS