jaane kab kaise kahan sab kho gaya jeene ko sahara tera gam ho gaya
hanste hanste hi ye safar guzra rone ko bahana tera gam ho gaya
badhta rehta hai meri raaton ke liye kaisa ye khazana tera gam ho gaya
zinda rehte bhi to laasha banke marne ko janaaza tera gam ho gaya
koi puche pata “maashooq” kahe rehne ko thikana tera gam ..... Read The Full Shayari