Tairana hai to Sagar ki Laharon me tairo, kinaron me kya rakkha hai ! Mohabbat karana hai to Vatan se karo,Ladakiyon me kya rakkha hai !!
Jo Ek Galti Karay Woh Anjan
Jo 2 Galti Karay Woh Nadan Jo 3 Galti Karay Woh Shaitan Jo Galtion Pay Galti Karay Woh Pakistan Jo Har Galti Maaf Karay Woh Hindustan
Tairna Hai To Samander Me Tairo, Nadi Naalo Me Kya Rakha Hai, Tairna Hai To Samander Me Tairo, Nadi Naalo Me Kya Rakha Hai,
PYAAR Karna Hai To VATAN Se Karo,
In Hasinaao Me Kya Rakha Hai. “JAI HIND”
bahut khel chuke khel dushmani ka ab dosti ka khel khelte hain kya de sake hain siva dahshat ke hum
chalo chain aman ki raah ab chalte hain khade honge jab hum tum saath saath fir dekho dushmanon ke dil kaise jalte hain tod do sarhado ke daayre ab tum dushmani ko chalo pairon tale masalte hain banayenge milkar ek haseen jahan hum paak ..... Read The Full Shayari
Haat samaiy ke khanjar dekh Faile jantar-mantar dekh
Sacchayi ka haal na pooch
Bikhre asthi-panjar dekh
Guna-bhag mein vyasth rahe Pyase pade samandar dekh
Khad, swarth ki adhik padi Huyi bhawna banjar dekh
Kab tak sangarenge Ram Gali-gali das-kandhar dekh
Mere hasne per math jaa Ghav anginat andhar dekh
mit ti nahi mitane se fanah hone ki khwaishein
jhukati nahin jhukane se sarfarosho ki kainaitein
aye hind tujhpe hai kurban katra katra is khoon ka jismo jaan kya chiz hai hum layein hain nazrana-e-rooh tere vaaste
zamin-e-paak…ab naapaakiyon ko dho nahi sakti….. vatan ki sham-e-aazaadi kabhi ghul ho nahi sakti…..
Hindustan aur Pakistan ke beech ki ye nafrate mitade Aman aur shanti ko apnake mohabbatein jagade Mil jaaye jo ye do takatein
Toh hawaon ka rukh mod de Duniya ko jhuka ke dikhade Jo juda aur khafa rahe toh Jalte hue gharonde payenge Barbaadi ke manzar payenge Kaale dhue se uthti aahe payenge Insaaniyat ko marta hua payenge Mohabbat ke dushman na rahe ye Chaahe raqeeb ..... Read The Full Shayari
Ufaq se koi awaaz aayi, Tere desh men badi tabdeeli aayi, Jahan aata chawal naapaid hua,
aur bhook ne li hai angdai,
Ghareeb khata tha aadhi roti, Ab Woh bhi usse chinwai, Manhgai hans hans kar dole, Aate ki qeemat aasman se takrai,
Koi game khaile hai adliya ki, To koi hukumat ke jod tod ..... Read The Full Shayari