hum gunahgaar hai hum ko saza de do mout aa jaye hume bus itni si dua de do mere yaar mujh ko khushi se saza da gaya hath tham kar mera kisi or ka saath de gaya hum ne wafa ka tum se itna sila paya hai dil chhalni huya hai or rona ab aaya hai hum ko mohaabat par aitbaar na ..... Read The Full Shayari
Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay Ke ashq rokna tum se mohaal hona hay
Har ek lab pe hay meri wafa ke afsanay Tere sitaam ko abhi lazawab hona hay
Tumhain khabar hi nahin tum to loot jaogi Tumharay hijar main ek lamha saal hona hay
Humari rooh pey jaab bhi azaab utrain hay Tumhari yaad ..... Read The Full Shayari
Muqaddar chhod de jisko zamaanaa chhod deta hai, Khizaa mein har parinda aashiyanaa chhod deta hai, Samajh lein lag rahi hai aapki buniyaad mein deemak, Padosi jab kabhi nazrein milana chhod deta hai, Zamaane bhar ki taqreeren asar mujh par naheen karteen, Magar ik lafz tera ik fasaana chhod deta hai, Wo zaalim bewafaa harjaai hai magar fir bhi, Nazar milte ..... Read The Full Shayari
Main aapke intezaar mein baitha hoon, Aur aap na jaane kiska intezaar kar rahe ho, Ye dil aapse pyar karne ki ijazat maang raha hai, Aur aap na jaane kyon inkaar kar rahe ho!!!
Mohabbat ne hum par yeh ilzaam lagaya hai, Wafa karke bhi bewafa ka naam paya hai. Rahe alag nahi thi humari phir bhi, Humne alag
Dil na maan le tere jhoot ko sach izhar-e-ishq tumne hi to kiya tha Pehle to maine bhi inkaar kiya tha Kar ke yakeen tere un vaado par Gunnah-e-ishq kar baithi Kis ko dikhaun ye dard bhare zakhm Kaise mita lu tere naam ka diya hua daag Ab ban kar teri dewaani Kabhi aar kabhi paar Sirf tujh ko hi pukaru
Dil ke kone se ek awaaz see aati hai, Hume har pal aapki yaad aati hai, Dil puchta hai hum se baar baar jinhe yaad karte ho, Kya unhe bhi tumari yaad satati hai? …
Itni bedardi se dil ko mere voh tod degi yeh maloom na tha mujhe akela voh chhor degi aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le bewafa bhi ab wafa ka saath chhor degi
Door se dikhate hai rasta sabhi do kadam saath koi chalta nahin Duniya jalati hai is dil ko dost khud shonk se koi jalta nahin
dard badh kar bayaan na ho jaye yeh zameen aasmaan na ho jaye dil mein dooba hua jo nashtar hai mere dil ki zuban na ho jaye dil ko lene dijiye jo lena hai phir yeh sauda giraan na ho jaye aah kijiye magar lateed tareen lab tak aa kar duwa na ho jaye